Jaane Tu Mera Kiya Hai ( Aditi ) - Jaane Tu Ya Jaane Na

Mp3 codes for Orkut,My Space,Hi5,Friendster,Tagged,Xanga etc.





Just Copy and paste this code in your Friend’s Scrapbook/Comment Box:



Lyrics Of Song Jaane Tu Mera Kiya Hai ( Aditi ) - Jaane Tu Ya Jaane Na

Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
Tu hi har lamha tha

Jaane kaisi kasish hai
Jaane kaisi khalish hai
Kyun yeh saans thami hai
Ankhon mein kyun Nami hai

Hai dosti humko yakin tha
Dost aur kuch bhi nahi tha
www.hcltrix.blogspot.com
Hai yeh kaisa dard naya sa
Kyun dil lagta tuta tuta sa

Hai jaana dil jaana
Kaise mene na jana
Ke pyaar yehi hai
Yeh Jaane tu ya jaane na

Jaana dil jaana
Kaise tune na jana
Ke pyaar yehi hai
haaan Jaane tu ya jaane na

Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
www.hcltrix.blogspot.com
Tu hi har lamha tha

Hoti tujhse subah Har din ki
Teri dopher se shaam ki dhun thi
Hoti thi raatein tere baaton mein khoye
Teri khayalon mein hi jaage aur soye

Tu jo nahi to kya raha

Jaane tu mera kya hai
Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal
Tu hi har lamha tha

Hai jaana dil jaana
Kaise mene na jana
Ke pyaar yehi hai
Yeh Jaane tu ya jaane na

Jaana dil jaana
Kaise tune na jana
www.hcltrix.blogspot.com
Ke pyaar yehi hai
haaan Jaane tu ya jaane na

[Jaane Tu Mera Kiya Hai ( Aditi ) - Jaane Tu Jaane Naa Song Lyrics @ www.hcltrix.blogspot.com ]

We tried to make Lyrics as correct as possible

0 comments

Make A Comment

top